
Mit jayenge dharti ambar Sara zamana jal jayega Mit jayenge dharti ambar Sara zamana jal jayega Tute dil se aahe jo nikli Kuch bhi yahan Na rahe payega Hath kisi ka agar pakadna Kabhi na chhodna Kisi ka dil na todna Kisi ka dil na todna Kisi ka dil na todna Kisi ka dil na todna Sadiyon duaye mange koi Tab jake yeh gul khilta hain Sadiyon duaye mange koi Tab jake yeh gul khilta hain Dhan daulat se kabhi mile na Pyar to kismat se milta hain Sone chandi se tum Rishta kabhi na jodna Kisi ka dil na todna Kisi ka dil na todna Kisi ka dil na todna Kisi ka dil na todna Mandir tute to ban jaaye Maszid tute to ban jaaye Mandir tute to ban jaaye Maszid tute to ban jaaye Mohabbat bhara dil ho Mohabbat bhara dil jo tute to Sari umar jud na paye Kisi ka din na todna Kisi ka din na todna Kisi ka din na todna Kisi ka din na todna
